Adhoore Bhav
Khwaboo ki duniya main
Ek khoobsoorat haquikat hai
Berang sa chehra bhi ek
Rangeen muhrat hai
Chahat ki jung main
Muquadar hi sikandar hai
Chahte ho jisse tum
Uska mijasz hi khuch aur hai
Voh jab sote hai tab tum jagte ho
Khayalo main kho jate ho
Waqt ka lihaz nahi
Par likhte chale jate ho
Umeedon ki ek door hai
Us se bandhe charoo oor hai
Chootne ki koshish main
Hare chale jate ho
Khud gir jate ho par usko thamb lete ho
Isse hi toh kehte hai dewana pan
Sab jante hai par
Tum nahi samajh pate ho
Ek khoobsoorat haquikat hai
Berang sa chehra bhi ek
Rangeen muhrat hai
Chahat ki jung main
Muquadar hi sikandar hai
Chahte ho jisse tum
Uska mijasz hi khuch aur hai
Voh jab sote hai tab tum jagte ho
Khayalo main kho jate ho
Waqt ka lihaz nahi
Par likhte chale jate ho
Umeedon ki ek door hai
Us se bandhe charoo oor hai
Chootne ki koshish main
Hare chale jate ho
Khud gir jate ho par usko thamb lete ho
Isse hi toh kehte hai dewana pan
Sab jante hai par
Tum nahi samajh pate ho
Uski tasver ko dekh kar
Muskurate reh jate ho
Akele pan ke dukh ko
Aasuon se chipate ho
Bachpan se kabhi sirhana rakha nahi
Aaj usi pe aason bahate ho
Itna sab likh diya par
Pyaar ka zikr nahi
Likhne se darte ho
Ya alfaz ka akaal hai
Aakhen toh num hai
Kya aehsason ka mayajal hai
Jaan kar bhi anjaan hone ka
Dhong kiye jate ho
Sab jante hai par
Tum samajhna nahi chahte ho
Muskurate reh jate ho
Akele pan ke dukh ko
Aasuon se chipate ho
Bachpan se kabhi sirhana rakha nahi
Aaj usi pe aason bahate ho
Itna sab likh diya par
Pyaar ka zikr nahi
Likhne se darte ho
Ya alfaz ka akaal hai
Aakhen toh num hai
Kya aehsason ka mayajal hai
Jaan kar bhi anjaan hone ka
Dhong kiye jate ho
Sab jante hai par
Tum samajhna nahi chahte ho
thank you so much..!!!!
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletethank you so much..!!!!
ReplyDelete